/> Naats, Urdu Naats, Awais Raza Qadri Naats, Islamic Videos, Online Naats: Kya Khabar Kya Saza- Mushtaq Qadri Attari

Tuesday 17 July 2012

Kya Khabar Kya Saza- Mushtaq Qadri Attari

Lyrics: Kya khabar kya saza mujh ko milti Mere Aqa (SAW) Ne Izzat Bachali Farde Isiyan Meri mujh se Lekar Kali Kamli Mein Apni Chupali Woh Ata Par Ata Karne Wale Aur Hum Bhi Nahin Talne Walay Jaisi De-odhi hai Waise Bhikari Jaisa Data Hai Waisay Sawali Mein gada agar Kis Ke Dar Ka Woh Jo Sultane-e-Kono Makan Hain Yeh Ghulami Badi Mustanad Hai Mere Sar Par Hai Taj-e-Bilali (RA) Mein Madinay Se kya agaya hoon zindagi jaisay bujh si ga'ee hai Ghar ke andar faza sooni sooni ghar ke bahar sama khali khali Meri Umr-e-Rawan bas tehar ja Ab Safar ki zaroorat nahin hai Unke(SAW) Qadmon Mein Meri Jabeen hai Aur Haton Mein Rozay Ki Jaali Mein Faqat Naam Lewa Hoon Unka (SAW) Unki (SAW) Touseef Mein Kya Karoon ga Mein Na Iqbal Khusro Na Saadi Mein Na Qudsi Na Jaami Na HaaliHazrat Jibrail [Alayh Salam] once came to Prophet Muhammad صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم and said "Allah Almighty has given me the knowledge to count every leaf on earth, every fish in the sea, every star in the sky and every particle of sand on earth, but there's only one thing I cant count." Prophet Muhammad (PBUH) asked "What is it?", Jibrail(AS) replied, "When one of Your (PBUH) )Ummati recites Durood or Salaams to You (PBUH), the blessings Allah Almighty showers upon him become impossible for me to count." SubhanAllah Sayyiduna Abu Dardah ( Razi Allahu Ta'ala Anhu ) reported: the Holy Prophet (Sallal Laahu Alaihi Wasallam) said, "Whoever recites durood on Me in the morning ten times and in the evening ten times, for ...

No comments:

Post a Comment