/> Naats, Urdu Naats, Awais Raza Qadri Naats, Islamic Videos, Online Naats: Yeh Kehti Thi Ghar Ghar- Alhaaj Siddique Ismail

Tuesday 17 July 2012

Yeh Kehti Thi Ghar Ghar- Alhaaj Siddique Ismail

Lyrics- Yeh Kehti Thi Ghar Ghar Mein Jakar Haleema (RA) Meray Ghar Mein Khair-ul-Wara Agaye Hain Baday Aouj Par Hay Mera Ab Muqaddar Meray Gher Habeeb-e-Khuda (SAW) Agaye Hain Uthi Char Soo Rehmatoun Ki Ghatayain Muattar Muattar Hain Saari Fazaain Khushi Mein Yeh Jibrail Sunaian Woh Shafaaye Rozay Jaza Agaye Hain Mukarrab Hain Beshak Khaleel-o-Najeeb Bhi Nadi Shaan Walay Kaleem-o-Maseeh Bhi Liye Arsh Ne Jinkay Qadmoun Ke Bosay Woh Ummi Laqab Mustafa (SAW) Agaye Hain Yeh Zulmat Se Kehdo Ke Deray Uthalay Ke Hain Har Taraf Ujalay Ujalay Kaha Jinko Haq Ne Siraj-um-Muneera Meray Ghar Woh Noor-e-Khuda (SAW) Agaye Hain Yeh Sun Kar Saqi Aap (SAW) Ka Astana Hai Daman Pasaray Huay Sab Zamana Nawasoun Ka Sadqa Nigahay Karam Ho Teray Dar Par Teray Gada Agaye Hain Nakeerain Jab Mery Turbat Mein Akar Kahain Ge Ziyarat Ka Mujda Sunakar Utho Behray Tazeem Noor-ul- Hasan Ab Lahad Mein Rasool-e-Khuda (SAW) Agaye Hain Yeh Kehti Thi Ghar Ghar Jakar Haleema Meray Ghar Mein Khair Ul Wara (SAW) Agaye Hain Baday Aouj Par Hay Mera Ab Muqaddar Meray Ghar Habeeb-e-Khuda (SAW) Agaye Hain ******Hazrat Jibrail [Alayh Salam] once came to Prophet Muhammad صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم and said "Allah Almighty has given me the knowledge to count every leaf on earth, every fish in the sea, every star in the sky and every particle of sand on earth, but there's only one thing I cant count." Prophet Muhammad (PBUH) asked "What is it?", Jibrail(AS) replied, "When one of Your (PBUH) )Ummati recites Durood or Salaams ...

No comments:

Post a Comment